DUROOD SHARIF

DUROOD SHARIF

Tuesday, December 21, 2010

10 DEC 2010 TO 16 DEC 2010

DATE 10 DEC 2010 TO 16 DEC 2010
(QUIZ PART 44)
Q.1 ISLAMI SAAL ka pehla month konsa hai?

Ans.1 MOHARRAM

 
Q.2 HAZRAT IMAAM HUSSAIN RADIALLAHO TAALAH ANHU kab aur kahan paida hue?

Ans .2. (5) SHAABAAN 4 HIJRI MADINA MUNAWWARA main

Q.3 HAZRAT IDRESS ALAIHI SALAM ke walid ka naam bataye
?

Ans.3. HAZRAT SHEESH ALAIHI SALAM


Q.4. HAZRAT SALMAN FARSI RADIALLAHO TAALAH ANHU ka mazar kis mulk main hai ?

Ans.
4  MADINA => IRAQ


Q.5. HAZRAT UMER FAROOQ RADIALLAHO TAALAH ANHU jab khalifa banay us waqt aap ki umer mubarak kitni thi?

Ans.5. 52 saal ki umer main






3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064. F.AHMED
070. M.AFZAL MEMON
132. ISMAIL


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

138. SUFIYAN QADRI
1 RIGHT ANSWER GIVEN BY


072. H.HAMMAD 
087. IMRAN JONTY
115. UZAIR
124. HASSAN
134. AQEEL
162. M.UZAIR

03 DEC 2010 TO 09 DEC 2010

DATE 03 DEC 2010 TO 09 DEC 2010
(QUIZ PART 43)
Q.1 Sab se ziada ahadis kin sahabi se rivayat ki gai hai?

Ans.1 HAZRAT ABU HURAIRA RADIALLAHO TAALAH ANHO

Q.2 HAZRAT LOOT ALAIHI SALAM kis sheher (city) ke logo ki hidayat ke lie bheje gaye?

Ans .2. SADOOM jo SHAAM ke sooba umees ka aik mashoor sheher (city) hai

Q.3 EHSAAN-UL-QASAS se kia muraad hai
?

Ans.3. HAZRAT YOUSUF ALAIHI SALAM ke qissay ko yaani tamam qisso main sab se acha qissa


Q.4. HAZRAT USMAN GHANI RADIALLAHO TAALAH ANHU ki shahadat kis islami month main hui ?

Ans.
4  ZILHAJJ


Q.5. WOH KON SA PEHLA SHAKS HAI JIS NE AAG KI IBADAT KI?

Ans.5.KAABIL






5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064. F.AHMED


4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

132. ISMAIL
152. ALTAF ATTARI


3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

006. NOMAN
032. USMAN
080. HASRAT ASHRAFI


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

011. FARAZ
053. MUHAMMAD ALI
074. MOIN
087. IMRAN JONTY
091. SYED AHMED RAZA
117. MUHAMMAD HASSAN
121. S.ABDUL WAHID
124. HASSAN MAYA
134. AQEEL
138. SUFIYAN QADRI

1 RIGHT ANSWER GIVEN BY


005. USMAN GHAZI
072. H.HAMMAD

19 NOV 2010 TO 25 NOV 2010

DATE 19 NOV 2010 TO 25 NOV 2010
(QUIZ PART 42)
Q.1 ZABIH UL LAH KIN ka laqab hai?

Ans.1 HAZRAT ISMAIL ALAIHI SALAM

Q.2 HAZRAT MA'AZ BIN JABAL RADIALLAHO TAALAH ANHO ka mazar kis mulk main hai?

Ans .2. SHAAM

Q.3 (9 ZILHAJ) se fajar ki namaz se har farz namaz main jo tasbih parhi jaati hai usay kia kehte hain
?

Ans.3. TAKBEER-E-TASHREEQ


Q.4. HAZRAT KHUWAJA MOIN UD DIN CHISHTY REHMATULLAH TAALAH ALAIHI ke murshid ka naam bataye ?

Ans.
4 HAZRAT KHUWAJA USMAN HAROONI REHMATULLAH TAALAH ALAIHI


Q.5. QURBANI kin paigamber ki sunnat hai?

Ans.5. HAZRAT IBRAHIM ALAIHI SALAM






5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064. F.AHMED
069. FURQAN


4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

010. M.YOUNUS
032. USMAN
138. SUFIYAN


3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

006. NOMAN
059. MANSOOR
067. SYED ADIL
075. WALID ABU TALIB
082. KAMRAN
109. S.HAMEED
117. HASSAN
132. ISMAIL
152. ALTAF ATTARI


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

087. IMRAN JONTY
118. FARHAN MUGHAL
150. M.HARIS

1 RIGHT ANSWER GIVEN BY


003. HASEEB
005. USMAN GHAZI
089. SALMAN
093. M.YASIR

Sunday, November 21, 2010

12 NOV 2010 TO 18 NOV 2010

DATE 12 NOV 2010 TO 18 NOV 2010
(QUIZ PART 41)
Q.1 Sab se pehle ship (kashti) kis ne banai?

Ans.1 HAZRAT NOOH ALAI HI SALAM ne

Q.2 Un khalifa-e-raashid ka name bataye jo bait-ul-maal se paisa nahi lia karte thay?

Ans .2. HAZRAT USMAN-E-GHANI RADIALLAHO TAALAH ANHO

Q.3 Gaar-e-hisa kis pahaar par hai
?

Ans.3. JABAL NOOR


Q.4. HAZRAT ADAM ALAI HI SALAM aur HAZRAT NOOH ALAIHI SALAM ka darmiani zamana kitne saal ka hai?

Ans.
4 ( 1642 years)


Q.5. HUZUR PAK SALLALAHO ALAIHI WASALAM ke ilawa un paigamber ka name bataye jinhe 40 years ki umer ke baad nabuwat mili, naiz yeh bhi bataye ke unho ne kitne years tak tableeg ki?

Ans.5. HAZRAT NOOH ALAIHI SALAM and 950 years tak






2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

005. USMAN GHAZI
011. FARAZ
138. SUFIYAN


1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

072. H.HAMMAD
074. MOIN
087. IMRAN

05 NOV 2010 TO 11 NOV 2010

DATE 05 NOV 2010 TO 11 NOV 2010
(QUIZ PART 40)
Q.1 Un waahid khatoon ka name bataye jin ka zikar quran-e-pak main in ke name se aaya hai?

Ans.1 HAZRAT MARIUM RADIALLAHO TAALA ANHA

Q.2 Kia aap HAZRAT EESA ALAHI SALAM ke ilawa aise pegambar ka name bata sakte hain jin ka koi walid nahi tha?

Ans .2. HAZRAT ADAM ALAIHI SALAM

Q.3 HAZRAT IMAM HUSSAIN RADIALLAHO TAALA ANHO ka laqab kia tha
?

Ans.3. SHABBIR


Q.4. AYAT-UL-QURSI quran pak k kis paray main hai?

Ans.
4 TEESRAT PARAY MAIN (3rd PAARA)


Q.5. HUZUR PAK SALLALAHO ALAIHI WASALAM ne kin sahabi ke baray main farmaya ke woh qayamat ke din ulama ke imaam honge?

Ans.5. HAZRAT MA'AZ BIN JABAL RADIALLAHO TAALA ANHU



4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

082. MUHAMMAD KAMRAN
118. FARHAN MUGHAL
152. ALTAF ATTARI

3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

007. NASIR YOUSUF
008. ZUBAIR
010. M.YOUNUS
011. FARAZ
064. F.AHMED
069. M.FURQAN
075. WALID ABU TAALIB
080. ASHRAFI
149. RAMEEZ



2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

072. H.HAMMAD
093. MUHAMMAD YASIR
104. G.MUSTAFA MITTO
121. S.ABDUL WAHID
150. M.HARIS


1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

017. RAHAT
059. MANSOOR

Sunday, October 31, 2010

22 OCT 2010 TO 28 OCT 2010

DATE 22 OCT 2010 TO 28 OCT 2010
(QUIZ PART 39)
Q.1 Hijrat ke baad mahajirin ke yahan sab se pehla bacha jo paida hua un ka naam bataye?

Ans.1 HAZRAT ABDULLAH BIN ZUBAIR RADIALLAHO TAALAH ANHU

Q.2 HABARI se kia muraad hai?

Ans .2. KHAAS, MADADGAAR

Q.3 MUJDAD ALIF SANI REHMATULLAH TALAH ALAIHI ka asal name bataye
?

Ans.3. SHAIKH AHMED SARHANDI


Q.4. HUZUR SALALAHO ALAIHI WASALAM ne kin sahabi ko habari ka laqab dia?

Ans.
4 HAZRAT ZUBAIR BIN AL AWWAM RADIALLAHO TAALAH ANHU


Q.5. Hijrat ke baad HUZUR PAK SALALAHO ALIHI WASALAM ALLAH ke hukum se kitnay mahine tak bait-ul-muqadas ki taraf rukh kar ke namaz parhte rahe?

Ans.5. 16 ya 17 month



5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064.F.AHMED
074. MOIN
127. HAFIZ UMER

3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

154. AQIB FAROOQ



2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

152. ALTAF ATTARI

15 OCT 2010 TO 21 OCT 2010

DATE 15 OCT 2010 TO 21 OCT 2010
(QUIZ PART 38)
Q.1 Safar main ada ki janay wali namaz ko kia kehte hain?

Ans.1 Qasar

Q.2 Woh kon se SAHABI hai Jin ka chehra mubarak HUZUR PAK SALALAHO ALAIHI WASALAM mush'aba tha?

Ans .2. HAZRAT MUS'AB BIN UMAIR RADIALLAHO TAALAH ANHO

Q.3 Woh kon se nabi hai jo wafat ke baad bhi 1 saal tak apni lathi ke saharay rahe
?

Ans.3. HAZRAT SULEMAN ALAIHI SALAM


Q.4. ISLAM ka purana(old) name bataye?

Ans.
4 DEEN-E-HANIF AUR DEEN-E-MUHAMMAD


Q.5. HAZRAT SALMAN FARSI RADIALLAHO TAALAH ANHU kis hijri main musalmaan hue?

Ans.5. (1) hijri main



4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

007.NASIR YOUSUF
064. F.AHMED
099. ASIF AHMED
117. HASSAN
121. S.ABDUL WAHID
127. HAFIZ UER
132. ISMAIL

3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

010. M.YOUNUS


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

011. FARAZ
104. G.MUSTAFA MITTO

1 RIGHT ANSWER GIVEN BY


006. NOMAN
017. RAHAT
087. IMRAN
093. M.YASIR

Friday, October 15, 2010

08 OCT 2010 TO 14 OCT 2010

DATE 08 OCT 2010 TO 14 OCT 2010
(QUIZ PART 37)
Q.1 Baabu-un-nabi SALALHO ALAI HI WASALAM kisay kehte hain?

Ans.1 KHANA-E-KAABA ke ek darwaaze ko

Q.2 Quran pak ki woh konsi surat hai jis main sirf 1 zer aata hai?

Ans .2. SURAH IKHLAS

Q.3 SARDAR-UL-AAYAT quran pak ki kis ayat ko kaha jata hai
?

Ans.3. AYAT-UL-QURSI ko


Q.4. HUZUR PAK SALALHO ALAI HI WASALAM ne jab shaam ka pehla tijaarti safar kia to us waqt aap ki umar-e-mubarak kia thi?

Ans.
4 (12) years


Q.5. HAZRAT UMER FAROOQ RADIALLAHO TAALA ANHO ka talluq quresh ke kis mashoor kabeele se tha?

Ans.5. bani adi



4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064. F.AHMED

2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


010. M.YOUNUS
049. M.AMIR
074. MOIN
132. ISMAIL

1 RIGHT ANSWER GIVEN BY


104. G.MUSTAFA MITTHO

01 OCT 2010 TO 07 OCT 2010

DATE 01 OCT 2010 TO 07 OCT 2010
(QUIZ PART 36)
Q.1 hijrat se kia muraad hai?

Ans.1 APNAY DEEN AUR AQEEDAY KE TAHAFFUZ KI KHATIR APNA MULK AUR GHAR BAAR CHOR KAR KISI PURSUKOON JAGA CHALAY JANA

Q.2 NAMAZO main farz rak'aato ki taa'daad kitni hai?

Ans .2. (17) rakaat aur jummah ke din 15 rakat

Q.3 HAZRAT FATIMA RADIALLAHO TAA'LAH ANHA SE HAZRAT ALI RADIALLAHO TAA'LAH ANHU KA NIKAH KIS HIJRI MAIN HUA
?

Ans.3. (2) HIJRI


Q.4. HAZRAT SHEESH ALAIHI SALAM par kitnay aasmani saheefay nazil hue?

Ans.
4. takreeban 50


Q.5. HIJRAT-e-HABSHA main musalmaano ke quaid kon thay?

Ans.5. HAZRAT USMAN GHANI RADIALLAHO TAALAH ANHU




4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064. F.AHMED
152. ALTAF ATTARI

3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


049. M.AAMIR
132. ISMAIL


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

003. HASEEB
005. USMAN GHAZI
010. M.YOUNUS
011. FARAZ
029. ABID
050. H.M. FURQAN
059. MANSOOR
087. IMRAN
099. ASIF AHMED
115. UZAIR
117. HASSAN
121. SALMAN ABDUL WAHID

1 RIGHT ANSWER GIVEN BY


093. M.YASIR M SIDDIQUE
113. UMAIR FATTANI
136. FAWWAD

24 SEP 2010 TO 30 SEP 2010

DATE 24 SEP 2010 TO 30 SEP 2010
(QUIZ PART 35)
Q.1 HAZRAT HAFSA RADIALLAHO TAALAH ANHA KIN KI BETI THI?

Ans.1 HAZRAT UMER FAROOQ RADIALLAHO TAALAH ANHU ki

Q.2 HAZRAT IDREES ALAIHI SALAM ka asal naam bataye?

Ans .2. AKHOONJ

Q.3 WUZU main kitnay faraiz hain
?

Ans.3. CHAAR (4) FARAIZ hain


Q.4. FARISHTO ke qiblay ko kia kehte hain?

Ans.
4. Bait-ul-ma'moor


Q.5. HUZUR PAK SALALAHO ALAIHI WASALAM KE nana ka naam bataye?

Ans.5. WAHAB BIN ABD MUNAAF




 5
RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


064. F.AHMED

4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

074. MOIN
106. FAWWAD ATTARI
117. HASSAN
121. S.ABDUL WAHID
127. HAFIZ UMER


3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


063. SUALEH
082. MUHAMMAD KAMRAN


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

087. IMRAN

1 RIGHT ANSWER GIVEN BY


005. USMAN GHAZI
011. FARAZ ATTARI
099. ASIF AHMED
115. UZAIR
118. FARHAN MUGHAL

Friday, September 24, 2010

17 SEP 2010 TO 23 SEP 2010

DATE 03 SEP 2010 TO 09 SEP 2010
(QUIZ PART 34)
Q.1 Jannat ki khushkhabri panay walay 10 SAHABA-E-KARAM ke naam bataye?

Ans.1 


1.  HAZRAT ABU BAKAR SIDDIQ RADIALLAHO TAALAH ANHO

2.  HAZRAT UMER FAROOQ RADIALLAHO TAALAH ANHO

3.  HAZRAT USMAN GHANI RADIALLAHO TAALAH ANHO

4.  HAZRAT ALI RADIALLAHO TAALAH ANHO

5.  HAZRAT TALHA BIN UBAIDULLAH RADIALLAHO TAALAH ANHO

6.  HAZRAT ZUBAIR RADIALLAHO TAALAH ANHO

7.  HAZRAT ABDUR REHMAN BIN AUF RADIALLAHO TAALAH ANHO

8.  HAZRAT SAAD BIN ABI WAQAS RADIALLAHO TAALAH ANHO

9.  HAZRAT SAEED BIN ZAID RADIALLAHO TAALAH ANHO

10. HAZRAT ABU UBAIDA BIN JARAH RADIALLAHO TAALAH ANHO      



 10
RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


117. HASSAN
028. TALAL
038. FAISAL KHADIA
049. M.AMIR
064. F.AHMED
106. FAWWAD ATTARI
111. AHSAN ATTARI
120. REHAN ATTARI
125. MUHAMMAD FAIZAN


8 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

082. MUHAMMAD KAMRAN
7 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


063. SUALEH
087. IMRAN


4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

118. FARHAN MUGHAL

Wednesday, September 22, 2010

03 SEP 2010 TO 09 SEP 2010

DATE 03 SEP 2010 TO 09 SEP 2010
(QUIZ PART 33)
Q.1 KITAB MUBEEN se kia muraad hai?

Ans.1 QURAN PAK

Q.2 Hijrat-e-madina ke safar main HUZUR PAK SALLALAHO ALLAI HI WASALAM ke saath kon se sahabi thay?

Ans .2. HAZRAT ABU BAKAR SIDDIQUE RADIALLAHO TAALAH ANHO

Q.3 EID-UL-FITAR kis Islami Month main manaya jata hai
?

Ans.3. SHAWAAL


Q.4. SALAT-O-TASBIH main rakaat ki tadaad kitni hoti hai?

Ans.
4. (4 rakaat)


Q.5. WOH kon say pehle nabi guzray hain jin ko saltanat ke saath nabuwat bhi ataa ki gai?

Ans.5. HAZRAT DAWOOD ALIAHI SALAM




 5
RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


007. NASIR YOUSUF
010. M.YOUNUS
064. F.AHMED
117. HASSAN
121. S.ABDUL WAHID


4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

011. FARAZ
044. BILAL
045. HASA
072. H.HAMMAD
087. IMRAN
089. SALMAN
106. FAWWAD ATTARI
118. FARHAN MUGHAL
120. REHAN ATTARI
124. HASSAN



3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


009. NAVEED PARDESI
028. TALAAL
049. M.AMIR


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

003. HASEEB
005. USMAN GHAZI
030. SAFWAAN AMIN

Monday, September 20, 2010

27 AUG 2010 TO 02 SEP 2010

DATE 27 AUG 2010 TO 02 SEP 2010
(QUIZ PART 32)
Q.1 HAZRAT AYESHA RADIALLAH TAALAH ANHA ki namaz-e-janaza kis ne parhai?

Ans.1 HAZRAT ABU HURAIRA RADIALLAHO TAALAH ANHU

Q.2 woh kon se nabi hain jinho ne khuwab main dekha ke SURAJ,CHAAND, SITARAY unhe SAJDA kar rahe hain?

Ans .2. HAZRAT YOUSUF ALAI HI SALAM

Q.3 SURAH SALAAT kis surah ko kaha jata hai
?

Ans.3. SURAH FATIHA ko


Q.4. FAE'LI hadis se kia muraad hai?

Ans.
4. HUZUR PAK SALLALAHO ALAIHI WASALAM ke aamaal jri


Q.5. HAZRAT KHDIJA RADIALLAHO TAALAH ANHA ke walid ka naam bataye?

Ans.5. AMIR BIN LOE ( KHUWELAD)




 5
RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


064. F.AHMED
082. M.KAMRAN
088. ZAIN
127. HAFIZ UMER


4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

010. M.YOUNUS
011. FARAZ
040. DANISH
106. FAWWAD ATTARI



3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


087. IMRAN
114. TALHA TEHSEEN
117. HASSAN
124. HASSAN MAYA


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

005. USMAN GHAZI
044. BILAL
118. FARHAN MUGHAL
121. S.ABDUL WAHID


1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

003. HASEEB

20 AUG 2010 TO 26 AUG 2010

DATE 20 AUG 2010 TO 26 AUG 2010
(QUIZ PART 31)
Q.1 Janisaar-e-rasool kin ko kaha jata hai?

Ans.1 HAZRAT TALHA BIN UBAIDULLAH RADIALLAHO TAALAH ANHU

Q.2 Quran pak main kon si 2 surah namazo k naam se hai?

Ans .2. SURAH FAJAR AUR SURAH ASAR

Q.3 HAZRAT MOOSA ALAI HI SALAM ke bhai ka naam bataye jinhe nabuwat mili
?

Ans.3. HAZRAT HAROON ALAIHI SALAM


Q.4. HADIS-E-QOLI se kia muraad hai?

Ans.
4. HUZUR PAK SALLALAHO ALAIHI WASALAM ka irshad-e-garami


Q.5. JISM ki zakat kisay kehte hain?

Ans.5.ROZAY ko




 5
RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


064. F.AHMED



4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

010. M.YOUNUS
011. FARAZ
081. BILAL YOUSUF
088. ZAIN
106. FAWWAD
117. HASSAN
121. S.ABDUL WAHID



3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


032. USMAN
049. M.AAMIR
082. KAMRAN


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

087. IMRAN
102. SYED M YOUSUF
115. UZAIR
124. HASSAN


1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

005. USMAN GHAZI
059. MANSOOR
072. H.HAMMAD

13 AUG 2010 TO 19 AUG 2010

DATE 13 AUG 2010 TO 19 AUG 2010
(QUIZ PART 30)
Q.1 MAN-O-SALWA ASSMAAN se kis nabi ki ummat par nazil hua?

Ans.1 HAZRAT MOOSA LAIHI SALAM KI UMMAT PAR

Q.2 Jahanum ke oper ek pul hai jis par se qayamat k din sab ko guzarna parayga us ka naam bataye?

Ans .2. PUL-E-SURAAT

Q.3 HAZRAT ALI RADIALLAHO TAALAH ANHU ki shahadat kis islami month main hui
?

Ans.3. RAMZAN-UL-MUBARAK


Q.4. RAMZAN ke rozay kis hijri main farz hue?

Ans.
4. (2 hijri)


Q.5. khyber ka qila kin ke hatho fatah hua?

Ans.5. HAZRAT ALI RADIALLAHO TAALAH ANHO




 5
RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


010. M.YOUNUS
064. F.AHMED
117. HASSAN
121. S.ABDUL WAHID




4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

011. FARAZ
054. YOUNUS
082. KAMRAN
096. MANAAN AHMED
104. G.MUSTAFA



3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


005. USMAN GHAZI
039. FAROOQ
049. M.AMIR
057.ADEEL
102. SYED M.YOUSUF
105. A.QADIR
106. FAWWAD ATTARI


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

059. MANSOOR
087. IMRAN
115. UZAIR
118. FARHAN
122. PERVEZ AHMED


1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

072. H.HAMMAD
109.S.HAMEED

Friday, August 13, 2010

06 AUG 2010 TO 12 AUG 2010

DATE 06 AUG 2010 TO 12 AUG 2010
(QUIZ PART 29)
Q.1 NAMAZ-E-TARAVEEH main raka'at ki taadad kitni hai?

Ans.1 (20) bees

Q.2 TOFAN-E-NOOH ke baad HAZRAT NOOH ALAIHI SALAM ne kashti se utar kar sab se pehle jo basti basai us ka naam bataye?

Ans .2. SAMANEEN

Q.3 MADINA MUNNAWARA ka purana naam bataye
?

Ans.3. yasrab


Q.4. HAZRAT MOOSA ALAIHI SALAM ke walid-e-mohtaram ka naam bataye?

Ans.
4. Imran


Q.5. Hijrat-e-madina ke waqt madina main HUZUR PAK SALALAHO ALALIHI WASALAM ne sab se pehle kin k ghar qayam farmaya?

Ans.5. HAZRAT ABU AYUB ANSARI RADIALLAHO TAALAH ANHO




 5
RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


049. M.AAMIR
064. F.AHMED
082. KAMRAN




4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

010. M.YOUNUS
015. ILYAS
069. M.FURQAN
072. H.HAMMAD

3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


011. FARAZ
048. H.TAYYAB
070. M.AFZAL
074. MOIN
087. IMRAN
109. S.HAMEED
117. HASSAN


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

005. USMAN GHAZI
025. FAIZ MEMON
054. YOUSUF
118. FARHAN

Friday, August 6, 2010

30 JULY 2010 TO 05 AUG 2010

DATE 30 JULY 2010 TO 05 AUG 2010
(QUIZ PART 28)
Q.1 AAB-E-ZAMZAM ka kunwa kis shehar main hai?

Ans.1 MAKKAH MUKARMA main

Q.2 Masoom kisay kehte hain?

Ans .2. JO ALLAH PAK KI HIFAAZAT MAIN HO AUR IS WAJAH SE IS KA GUNAH KARNA NA MUMKIN HO

Q.3 HUZUR PAK SALALLAH HO ALAIHI WASALLAM ke pardada ka naam bataye
?

Ans.3. HASHIM


Q.4. Daar-ul-Azaab se kia muraad hai?

Ans.
4. Jahanum


Q.5. AMEER-UL-MOMININ ke laqab se sab se pehle kin ko mulaqib kia gaya?

Ans.5. HAZRAT UMER FAROOQ RADIALLAHO TAALAH ANHO




4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


011. FARAZ
049. M.A
072. H.HAMMAD
074. MOIN
075. WALID
082. M.KAMRAN
109. S.HAMEED


3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

007. NASIR YOUSUF
064. F.A
105. A.QADIR
106. FAWWAD ATTARI


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


006. NOMAN
070. M.AFZAL


1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

059. MANSOOR

23 JULY 2010 TO 29 JULY 2010

DATE 23 JULY 2010 TO 29 JULY 2010
(QUIZ PART 27)
Q.1 HAZRAT DAWOOD ALAIHI SALAM ka zaraiya-e-ma'ash kia tha?

Ans.1 Aap lohay se cheezein banatay thay

Q.2 Aasmani kitaab se kia muraad hai?

Ans .2. ALLAH pak ki kitaab

Q.3 Elaan-e-Nabuwat se pehle HUZUR PAK SALALLAHO ALAIHI WASALAM ne kitni baar tijarati safar farmaya
?

Ans.3. Teen (3) baar


Q.4. Daar-ul-Naeeem se kia muraad hai?

Ans.
4. Jannat


Q.5. HAZRAT ALI RADIALLAHO TAALAH ANHO ke walid-e-mohtaram kon thay?

Ans.5. HAZRAT ABU TAALIB


5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064. F.A


4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


008. ZUBAIR
069. M.FURQAN
106. FAWWAD ATTARI


3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

010. M.YOUNUS
049. M.A
082. M.KAMRAN
091. S.AHMED RAZA


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


057. ADEEL

Thursday, July 29, 2010

16 JULY 2010 TO 22 JULY 2010

DATE 16 JULY 2010 TO 22 JULY 2010
(QUIZ PART 26)
Q.1 Meeraj main HUZUR PAK SALALAHO ALAHIHI WASALAM ko kon si ibadat ummat ke lie tohfay main mili?

Ans.1 (5) waqt ki namaz

Q.2 Hijrat-e-madina se qabal kon si hijrat mashoor hai?

Ans .2. HIJRAT-E-HABSHA

Q.3 HAZRAT USMAN GHANI RADIALLAHO TAALAH ANHO ne kitnay saal ki umer main duniya se parda farmaya
?

Ans.3 (82) years ki age main shaheed hue


Q.4.GAAR-E-SOOR kon se pahar ki chowti par hai ?

Ans.
4. JABL-E-SOOR


Q.5. HUZUR SALALAHO ALAIHI WASALAM KI DAAI (AAYA) kon thi?

Ans.5. HAZRAT HALIMA RADIALLAHO TAALA ANHA AUR BIBI UMM-E-AIMAN


5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064. F.A

070. M.AFZAL
072. M.HAMMAD
109. S.HAMEED

4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


006. NOMAN
007. NASIR YOUSUF



3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

010. M.YOUNUS
082. M.KAMRAN
088. ZAIN
091. S.AHMED RAZA
096. MANAN AHMED
106. FAWWAD ATTARI

2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


049. M.A
059. MANSOOR
069. M.FURQAN
102. SYED M.YOUSUF
113. UMAIR FATTANI

1 RIGHT ANSWER GIVEN BY


099. ASIF AHMED

Saturday, July 10, 2010

02 JULY 2010 TO 08 JULY 2010

DATE 02 JULY 2010 TO 08 JULY 2010
(QUIZ PART 25)
Q.1 HAZRAT UMER FAROOQ RADIALLAHO TAALAH ANHU ki KUNIYAT kia hai?

Ans.1 ABU AL HAFS

Q.2 TAAIF SHEHER (CITY) ka asal naam kia hai?

Ans .2. waj

Q.3 IMAM-E-AZAM ABU HANIFA RADIALLAHO TAALAH ANHU ka mazar-e-mubarak kahan hai
?

Ans.3 BAGHDAAD (IRAQ)


Q.4. HAZRAT NOOH ALAIHI SALAM ki kashti main sab se aakhir main kon sa janwar sawar hua?

Ans.
4. GADHA (DONKEY)


Q.5. HAZRAT MAA'AZ BIN JABAL RADIALLAHO TAALAH ANHO ne kitnay saal ki umar main duniya se parda farmaya?

Ans.5. 38 years


5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064. F.A


4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


069. M.FURQAN
074. MOIN
082. KAMRAN



1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

005. USMAN GHAZI
072. H.HAMMAD
080. ASHRAFI
106. FAWWAD

Friday, July 2, 2010

25 JUNE 2010 TO 01 JULY 2010

DATE 25 JUNE 2010 TO 01 JULY 2010
(QUIZ PART 24)
Q.1 Ghulaam bananay par pabandi kis sahabi-e-rasool ne aaid ki?

Ans.1 HAZRAT UMER FAROOQ RADIALLAHO TAALAH ANHO

Q.2 Elaan-e-Nabuwat se pehle HUZUR SALALAHO ALAIHI WASALAM kis gaar main ibadat farmatay?

Ans .2. GAAR-E-HIRA

Q.3 SULTAN UL HIND kin ka laqab hai
?

Ans.3 HAZRAT KHUWAJA MOINUDDIN CHISHTI REHMATULLAH TAALAH ALAIHE


Q.4. AYAT ke kia maani (means) hai?

Ans.
4.NISHAANI


Q.5. KHATOON-E-JANNAT HAZRAT FATIMA RADIALLAHO TAALAH ANHA ki walida ka naam bataye?

Ans.5. HAZRAT KHADIJA RADIALLAHO TAALAH ANHA


5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

010. M.YOUNUS


4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


005. USMAN GHAZI
064. F.A
074. MOIN

3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY



006. NOMAN
011. FARAZ
069. M. FURQAN
082. KAMRAN



2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

032. USMAN

063. SUALEH 


1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

072. HAMMAD
102. M.YOUSUF
105. A.QADIR

18 JUNE 2010 TO 24 JUNE 2010

DATE 18 JUNE 2010 TO 24 JUNE 2010
(QUIZ PART 23)
Q.1 woh kon se shair (poet) hai jinho ne sab se pehle HUZUR SALALAHO ALAIHI WASALAM ke samnay naat parhi?

Ans.1 HAZRAT HASSAN BIN SABIT RADIALLAHO TAALAH ANHO

Q.2 HUZUR PAK SALALAHO ALAIHE WASALAM ke walid-e-mohtaram ka intaqal kis sheher (city) main hua?

Ans .2. MADINA MUNAWARA main

Q.3 KHALIL UL LAH kin pegamber ka laqab hai
?

Ans.3 HAZRAT IBRAHIM ALAIHE SALAM KA


Q.4. QURAN pak main ayat-e-sajda ki tadaad kitni hai?

Ans.
4. (14)


Q.5. HAZRAT SAAD BIN ABI WAQAS RADIALLAHO TAALAH ANHO ne kitnay saal ki umer main islam qubul kiya?

Ans.5. (17 years)


5 RIGHT ANSWERS GIVEN

064. F.A


4 RIGHT ANSWERS GIVEN 


082. KAMRAN

3 RIGHT ANSWERS GIVEN



011. FARAZ
049. M.A
106. FAWWAD



2 RIGHT ANSWERS GIVEN

005. USMAN GHAZI

010. M.YOUNUS
050. FURQAN
057. ADEEL
059. MANSOOR
074. MOIN
105. A.QADIR


1 RIGHT ANSWER GIVEN 

047. KASHIF
063. SUALEH
102. M.YOUSUF

Friday, June 18, 2010

11 JUNE 2010 TO 17 JUNE 2010

DATE 11 JUNE 2010 TO 17 JUNE 2010
(QUIZ PART 22)
Q.1 QURAN PAK main surah ki taadad kitni hai?

Ans.1 (114)

Q.2 HAZRAT ABDUL MUTALIB K INTAQAAL KE WAQT HUZUR SALALAHO ALAIHE WASALAM ki umar-e-mubarak kitni thi?

Ans .2. (8 saal)

Q.3 HAZRAT abu ayub ansari RADIALLAHO TAALAH ANHU ka asal naam kia tha
?

Ans.3 KHALID BIN ZAID


Q.4. KARABALA main HAZRAT ALI RADIALLAHO TAALAH ANHU ke kon se shehzaday shaheed hoye?

Ans.
4.HAZRAT IMAM HUSSAIN RADIALLAHO TAALA ANHO


Q.5. IMAM BUKHARI REHMATULLAH TAALAH ALAIHE ka mazar mubarak kis mulk main hai?

Ans.5. RUSSIA -> UZBEKISTAN -> SAMARQAND



5 RIGHT ANSWERS GIVEN

064. F.A










4 RIGHT ANSWERS GIVEN 


074. MOIN

3 RIGHT ANSWERS GIVEN

006. NOMAN
011. FARAZ
049. M.A
059. MANSOOR



2 RIGHT ANSWERS GIVEN

040. DANISH
047. KASHIF

072. H.H
091. AHMED RAZA
106. FAWWAD

Tuesday, June 15, 2010

04 JUNE 2010 TO 10 JUNE 2010

DATE 04 JUNE 2010 TO 10 JUNE 2010
(QUIZ PART 21)
Q.1 HAZRAT KHADIJA RADIALLAHO TAALAH ANHA se HUZUR SALLALHO ALAIHI WASALAM ka nikha kis ne parhaya?

Ans.1 HAZRAT ABU TAALIB

Q.2 HUZUR SALALAHO ALAIHE WASALLAM ka raazdar kin sahabi ko kaha jata hai?

Ans .2.HAZRAT HUZAIFA RADIALLAHO TAALAH ANHU

Q.3 IMAM-E-AZAM ABU HANIFA RADIALLAHO TAALAH ANHAO ka poora naam bataye
?

Ans.3 HAZRAT NOMAN BIN SABIT RADIALLAHO TAALA ANHO


Q.4. AKHIR UL MAHAJIREEN KIN KA LAQAB HAI?

Ans.
4.HAZRAT ABBAS RADIALLAHO TAALAH ANHO


Q.5. woh kon se rasool hai jo sab se pehle ahl-e-zameen ki taraf bhejay gaye?

Ans.5. HAZRAT NOOH ALAIHI SALAM.



5 RIGHT ANSWERS GIVEN

064. F.A

  3
RIGHT ANSWERS GIVEN

007. NASIR YOUSUF
080. ASHRAFI
089. SALMAN



2 RIGHT ANSWERS GIVEN

049. M.A
074. MOIN

082. KAMRAN
091. AHMED RAZA


1 RIGHT ANSWER GIVEN


069. FURQAN
106. FAWWAD ATTARI

Wednesday, June 9, 2010

28 MAY 2010 TO 03 JUNE 2010

DATE 28MAY 2010 TO 03 JUNE 2010
(QUIZ PART 20)
Q.1 AAM UL HAZAN se kia muraad hai?

Ans.1 Ghum ka Saal

Q.2 QURAN pak ki sab se choti surah konsi hai?

Ans .2.Surah kausar

Q.3 HAZRAT ABU HURAIRA RADIALLAHO TAALAH ANHU ka musalman honay se pehle kia naam tha
?

Ans.3 ABDUL SHAMS


Q.4. JIS tarteeb se Quran pak nazil hua usay kia kehte hain?

Ans.
4.Tarteeb-e-nuzuli


Q.5. KHADIM-E-RASOOL ka laqab kin sahabi ko mila?

Ans.5. HAZRAT ANAS BIN MALIK RADIALLAHO TAALA ANHO.



5 RIGHT ANSWERS GIVEN

064. F.A

4 RIGHT ANSWERS GIVEN

074. MOIN LAWAI
082.KAMRAN

2 RIGHT ANSWERS GIVEN

011. FARAZ
049. M.A
080. ASHRAFI

091. AHMED RAZA

1 RIGHT ANSWER GIVEN


025. FAIZ
059. MANSOOR
069. FURQAN