DUROOD SHARIF

DUROOD SHARIF

Friday, August 13, 2010

06 AUG 2010 TO 12 AUG 2010

DATE 06 AUG 2010 TO 12 AUG 2010
(QUIZ PART 29)
Q.1 NAMAZ-E-TARAVEEH main raka'at ki taadad kitni hai?

Ans.1 (20) bees

Q.2 TOFAN-E-NOOH ke baad HAZRAT NOOH ALAIHI SALAM ne kashti se utar kar sab se pehle jo basti basai us ka naam bataye?

Ans .2. SAMANEEN

Q.3 MADINA MUNNAWARA ka purana naam bataye
?

Ans.3. yasrab


Q.4. HAZRAT MOOSA ALAIHI SALAM ke walid-e-mohtaram ka naam bataye?

Ans.
4. Imran


Q.5. Hijrat-e-madina ke waqt madina main HUZUR PAK SALALAHO ALALIHI WASALAM ne sab se pehle kin k ghar qayam farmaya?

Ans.5. HAZRAT ABU AYUB ANSARI RADIALLAHO TAALAH ANHO




 5
RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


049. M.AAMIR
064. F.AHMED
082. KAMRAN




4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

010. M.YOUNUS
015. ILYAS
069. M.FURQAN
072. H.HAMMAD

3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


011. FARAZ
048. H.TAYYAB
070. M.AFZAL
074. MOIN
087. IMRAN
109. S.HAMEED
117. HASSAN


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

005. USMAN GHAZI
025. FAIZ MEMON
054. YOUSUF
118. FARHAN

Friday, August 6, 2010

30 JULY 2010 TO 05 AUG 2010

DATE 30 JULY 2010 TO 05 AUG 2010
(QUIZ PART 28)
Q.1 AAB-E-ZAMZAM ka kunwa kis shehar main hai?

Ans.1 MAKKAH MUKARMA main

Q.2 Masoom kisay kehte hain?

Ans .2. JO ALLAH PAK KI HIFAAZAT MAIN HO AUR IS WAJAH SE IS KA GUNAH KARNA NA MUMKIN HO

Q.3 HUZUR PAK SALALLAH HO ALAIHI WASALLAM ke pardada ka naam bataye
?

Ans.3. HASHIM


Q.4. Daar-ul-Azaab se kia muraad hai?

Ans.
4. Jahanum


Q.5. AMEER-UL-MOMININ ke laqab se sab se pehle kin ko mulaqib kia gaya?

Ans.5. HAZRAT UMER FAROOQ RADIALLAHO TAALAH ANHO




4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


011. FARAZ
049. M.A
072. H.HAMMAD
074. MOIN
075. WALID
082. M.KAMRAN
109. S.HAMEED


3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

007. NASIR YOUSUF
064. F.A
105. A.QADIR
106. FAWWAD ATTARI


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


006. NOMAN
070. M.AFZAL


1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

059. MANSOOR

23 JULY 2010 TO 29 JULY 2010

DATE 23 JULY 2010 TO 29 JULY 2010
(QUIZ PART 27)
Q.1 HAZRAT DAWOOD ALAIHI SALAM ka zaraiya-e-ma'ash kia tha?

Ans.1 Aap lohay se cheezein banatay thay

Q.2 Aasmani kitaab se kia muraad hai?

Ans .2. ALLAH pak ki kitaab

Q.3 Elaan-e-Nabuwat se pehle HUZUR PAK SALALLAHO ALAIHI WASALAM ne kitni baar tijarati safar farmaya
?

Ans.3. Teen (3) baar


Q.4. Daar-ul-Naeeem se kia muraad hai?

Ans.
4. Jannat


Q.5. HAZRAT ALI RADIALLAHO TAALAH ANHO ke walid-e-mohtaram kon thay?

Ans.5. HAZRAT ABU TAALIB


5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064. F.A


4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY 


008. ZUBAIR
069. M.FURQAN
106. FAWWAD ATTARI


3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

010. M.YOUNUS
049. M.A
082. M.KAMRAN
091. S.AHMED RAZA


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


057. ADEEL