DUROOD SHARIF

DUROOD SHARIF

Monday, May 24, 2010

14 MAY 2010 TO 20 MAY2010

DATE14 MAY 2010 TO 20 MAY2010
(QUIZ PART 18)
Q.1 Hazrat Abdul Mutalib ka asal naam bataye?

Ans.1 AAMIR

Q.2 HUZUR SALALLAHO ALLAI HI WASALAM ki sahibzadi hazrat zianab RADIALLAHO TALA ANHA ki namaz-e-janaza kis ne parhai?

Ans .2.HUZUR SALALLAHO ALAI HI WASALAM

Q.3 Sheesh se kia muraad hai
?

Ans.3 ALLAH KA ATIYA


Q.4. QURAN pak ki mojooda tarteeb TAUQEEFI hai, TAUQEEFI se kia muraad hai?

Ans.
4. ALLAH ke hukum ke mutabik

Q.5. Hazrat Umer Farooq RADIALLAHO TAALAH ANHU par kis ne qatilana hamla kia jis ke baad aap beemar reh kar dunyia se parda farma gaye?

Ans.5. Feroz abu lulu.



3 RIGHT ANSWERS GIVEN

049. M.A
064. F.A

2 RIGHT ANSWERS GIVEN

080. ASHRAFI
074. MOIN

1 RIGHT ANSWER GIVEN

058. SULEMAN
069. M.FURQAN
091. MOHSIN

Saturday, May 15, 2010

07 MAY 2010 TO 13 MAY2010

DATE07 MAY 2010 TO 13 MAY2010
(QUIZ PART 17)
Q.1 Khilafat-ul-Lah kin Ka laqab hai?

Ans.1 HAZRAT ADAM ALAI SALAM

Q.2 HAZRAT ABDULLAH BIN ADBUL MUTALIB KI WALIDA KA NAAM BATAYE?

Ans .2.Hazrat Fatima Bin amaro

Q.3 Muahid-e-hudebiya ka sulah nama kis ne tehreer farmaya
?

Ans.3 Hazrat Ali Radiallaho taalah anho


Q.4. Hazrat Usman Ghani Radiallaho Taalah anho ki Khilafat KItna Arsa Rahi?

Ans.
4. 11 Saal,1 Maah Aur 18 Din

Q.5. ROHE ZAMEEN PAR SAB SE PEHLA QATIL KON THA?

Ans.5. QABIL.


5 RIGHT ANSWERS GIVEN

064.F.A

4 RIGHT ANSWERS GIVEN

049. M.A
067. KAMRAN


3 RIGHT ANSWERS GIVEN

010. MUHAMMAD YOUNUS
058. SULEMAN

2 RIGHT ANSWERS GIVEN

080. ASHRAFI
089. SALMAN
091. MOHSIN

Saturday, May 8, 2010

30 APR 2010 TO 06 MAY2010

DATE30 APR 2010 TO 06 MAY2010

(QUIZ PART 16)

Q.1 HAZRAT YAHYA alahi salam ka mazar mubarak kis mulk main hai?

Ans.1 Damescus (damishq)

Q.2 HUZUR SALALAHO ALAHI WASALAM ne jin gazwat main shirkat farmaye un main se pehli aur akhri gazwa ka naam bataye?

Ans .2.pehli gazwa-e-abwa aur akhri gazwa-e-tabooq

Q.3 SHAAM aur IRAQ khulfa-e-rasheedin main se kis ke dor main fatah hoe
?

Ans.3 HAZRAT ABU BAKAR SIDDIQUE RADIALLAHO TAALA ANHO


Q.4. IMAM BUKHARI rehmatullahe taala alaihi ka poora naam bataye?

Ans.
4.IMAM ABDULLAH MUHAMMAD BIN ISMAIL AL BUKHARI

Q.5. ZUN-NOORAIN kin ka laqab hai?

Ans.5. Hazrat Usman-e-Ghani RADIALLAHO TAALA ANHO.


5 RIGHT ANSWERS GIVEN

064.F.A


4 RIGHT ANSWERS GIVEN

049. M.A
067.S.ALI


3 RIGHT ANSWERS GIVEN

010. MUHAMMAD YOUNUS
074. MOIN
082. KAMRAN
080. ASHRAFI

2 RIGHT ANSWERS GIVEN

008. ZUBAIR
090. SALMAN

Tuesday, May 4, 2010

23 APR 2010 TO 29 Apr 2010

DATE23 APR 2010 TO 29 Apr 2010
(QUIZ PART 15)
Q.1 IMAM-UL-UMMAT kin sahabi ka laqab hai?

Ans.1 HAZRAT ABU BAKAR SIDDIQUE RADIALLAHO TAALA ANHO

Q.2 Quran pak ki kis surah main 2 baar BISMILLAH SHARIF aati hai?

Ans .2.Surah Namal

Q.3 Fatah-e-Mubeen kisay kehte hain
?

Ans.3 Sulah hudaibia


Q.4. Hazrat Ali RADIALLAHO TAALA ANHO ki shahadat k baad kon musalmano ke khalifa banay?

Ans.
4.Hazrat Imam Hassan Radiallaho taala anho

Q.5. QURAN PAK ke sab se pehle mufassir kon hain?

Ans.5. HUZUR PAK SALLALAHO ALLAI HI WAASALAM.


5 RIGHT ANSWERS GIVEN

064.F.A

4 RIGHT ANSWERS GIVEN

074. MOIN



3 RIGHT ANSWERS GIVEN

011. FARAZ
049. M.A
069. FURQAN
080. ASHRAFI