DUROOD SHARIF

DUROOD SHARIF

Friday, February 26, 2010

19 FEB 2010 TO 25 FEB 2010













key of khana-e-kaaba

DATE 19 FEB 2010 TO 25 FEB 2010

QUIZ PART 6


Q 1. HUZUR SALLALAHO AIAHI WASALM HAZRAT IBRAHIM ALAIHI SALAM k kis betay ki aulad main se hain?

Ans 1. HAZRAT ISMAIL ALAHI SALAM

Q 2. HUZUR PAK SALALAHO ALAIHI WASALLAM ko wuzu or namaz ka tariqa kis ne sikhaya?

Ans 2. HAZRAT JIBRAIL ALAIHI SALAM

Q 3. HUZUR PAK SALALAHO ALAIHI WASALLAM gaar-e-hira main jo ibadat kia karte thay usay kia kehte hain?

Ans 3. TAKHANNUS

Q 4. hijrat-e-madina k waqt huzoor pak salallaho alaihi wasalam kon se surah ki tilawat farma rahe thay?

Ans 4. SURAH YASEEN

Q 5. HUZUR PAK SALALAHO ALAIHI WASALLAM ne pehli pehli namaz-e-Eid kab ada ki ?

Ans 5. ek (1) shawal , do (2) hijri

5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064. F.A

4. RIGHT ANSWERS GIVEN BY.

010. Muhammad Younus

066. Saleem agha

083. Adnan qamar

3. ANSWERS GIVEN BY

071. Younus M.Anis

Friday, February 19, 2010

12 FEB 2010 TO 18 FEB 2010


SANDOOQ OF HAZRAT BIBI FATIMA RADIALLAHO TAALA ANHA








DATE 12 FEB 2010 TO 18 FEB 2010

Quiz part 5

Q 1. ADAM-E-SANI kis paigambar ka laqab hai?


Ans 1. Hazrat NOOH ALIAHI SALAM



Q 2. Taharat-e-sugra se kia murad hai?


Ans 2. WUZU ( jisam ki paaki), ya chota taharat



Q 3. Kin Sahabi ko AMEEN-UL-UMMAT kaha jata hai?


Ans 3. HAZRAT ABU UBAIDA IBN-E-JARRAH RADIALLAHO TAALAH ANHO



Q 4. woh kon se khalifa thay jo har jumma ko aik ghulam kharid kar azaad karte thay?


Ans 4. HAZRAT USMAN-E-GHANI RADIALLAHO TAALAH ANHO



Q 5. sab se pehle kis nabi par sa-aif-e-samavi ka nuzool hua?


Ans 5. HAZRAT SHEESH ALAIHE SALAM



5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

071. Younus M.Anis
042. Farhan Ahmed

4. RIGHT ANSWERS GIVEN BY.

066. Saleem Agha
064. F.A
018. Hafiz junaid
074. Moin Lawai

3. ANSWERS GIVEN BY

082. Kamran
083. Adnan Kamar

Thursday, February 11, 2010

5 FEB 2010 TO 11 FEB 2010


CLOTH OF HAZRAT BIBI FATIMA RADIALLAHO TAALA ANHA











DATE 5 FEB 2010 TO 11 FEB 2010


QUIZ PART 4

Q 1. QURAN PAK ke pehle hafiz sahabi kon thay?


Ans 1. Hazrat Usman Bin Affaan RADIALLAO TAALAH ANHU



Q 2. HUZUR PAK SALALAHO ALAIHI WASALLAM par pehli wahi kis jaga nazil hui?


Ans 2. GAAR-E-HIRA main



Q 3. QURAN PAK main ek surah khatoon ke naam par hai, us surah ka naam bataye?


Ans 3. Surah Maryam



Q 4. huzoor pak salallaho alaihi wasalam ke dada HAZRAT ABDUL MUTALIB ka paisha kia tha?


Ans 4. TIJARAT



Q 5. ISLAM ki pehli shaheed khatoon kon thi?


Ans 5. Hazrat SUMAIYA RADIALLAHO TAALAH ANHA


4 ANSWERS GIVEN BY.


015 MR.ILYAS

058. MR.SULEMAN

066 MR.SALEEM AGHA

071 MR YOUNUS


3 ANSWERS GIVEN BY


010 MR MUHAMAD YOUNUS

032 MR.MUHAMMAD USMAN

057. MR. MOHAMMAD ADEEL

064. F.A .khi

070 MR.AFZAL MEMON (HYDERABAD)

Thursday, February 4, 2010

29 JAN 2010 TO 04 FEB 2010


<---------------


ZULFIQAR (SWORD OF HAZRAT ALI RADIALLAHO TAALA ANHO)




DATE 29 JAN 2010 TO 04 FEB 2010


QUIZ PART 3

Q 1. Ghulamo main kin 2 sahaba-e-kiram ne sab se pehle Islam qubool kia?


Ans 1. Hazrat Zaid bin Haris and Hazrat Bilal



Q 2. Hatim Tai ke betay ka naam kia hai jinho ne HUZUR SALALLAH HO ALAIHI WASALAM Ki khidmat main hazir ho kar Islam qubool kia?


Ans 2. Hazrat Adi Bin Hatim RADIALLAHO TAALA ANHU



Q 3. QURAN PAK main Hazrat jibrail alai hi salam k kin 2 siffati naamo ka zikar hai?


Ans 3. Rooh Al-Ameen & Rooh-ul-Qudus



Q 4. huzoor pak salallaho alaihi wasalam k kin chacha ka laqab syed ush shuhada hai?


Ans 4. Hazrat Hamza RADIALLAHO TAALAH ANHU



Q 5. Hazrat khalid bin waleed radiallaoh taala anho ka mazar kis mulk main hai?


Ans 5. Shaam (Syria) ke city Hams (Emisa) main


MOSTLY ANSWERS GIVEN BY MR.SALEEM AGHA (MEMBER ID IS 066)

Tuesday, February 2, 2010

22 JAN 2010 TO 28 JAN 2010





















DATE 22 JAN 2010 TO 28 JAN 2010

Quiz part 2

Q 1. Woh konse Sahabi hain jin ke shaheed honay ke baad farishto ne unhe gusal dia?


Ans 1. Hazrat Hanzala Bin abi amir Radiallao taala anho.



Q 2. Saif-ul-ALLAH Kin Sahab-e-Rasool ka Laqab hai?


Ans 2. Hazrat Khalid Bin Walid Radiallao taala anho



Q 3. Hazrat Abdul Mutallib Ki kunniat kia thi?


Ans 3. Abu Al-Haris



Q 4. Hazrat Muhammad Salalaho Allaihi Wasallam ke kis chacha ne aap ki wiladat ki khabar sunany wali londi ko azad kar dia?


Ans 4. Abu Lahab



Q 5. QURAN PAK ki Kin 2 Surah ko maozatain kaha jata hai


Ans 5. Surah Falak aur Surah Naas


MOSTLY ANSWERS GIVEN BY MR. MUHAMMAD YOUNUS ALI MUHAMMAD (MEMBER ID IS 010)

15 JAN 2010 TO 21 JAN 2010
















DATE 15 JAN 2010 TO 21 JAN 2010

Quiz part 1

Q 1. Woh kon se Sahabi-E-Rasool hai jo sab se pehle jannat-ul-baqi main dafan hue?


Ans 1. Hazrat Saad bin Zarara Radiallao talah Anho



Q 2. Who Kon Nabi hain Jin K Walid Bhi Nabi, dada bhi nabi or pardada bhi nabi?


Ans 2. Hazrat yousuf Alaihe Salaam



Q 3. Huzoor Salalaho Alaihe Wasalam Ka naam Aap ki paidaish ke kitnay din ke baad rakha gaya?


Ans 3. 7 Din



Q 4. Azwaj-e-Mutaharat me ummul masakeen kis ko kehte hain?


Ans 4. Hazrat Zainab Radiallao taala anha



Q 5. Hazrat Imam Abu Hanifa Radiallao taala Anho Kis Hijri ko paida hue?


Ans 5. Jamadi-us-saani 80 hijri


MOSTLY ANSWERS GIVEN BY MR. MUHAMMAD YOUNUS ALI MUHAMMAD (MEMBER ID IS 010)