DUROOD SHARIF

DUROOD SHARIF

Sunday, November 21, 2010

12 NOV 2010 TO 18 NOV 2010

DATE 12 NOV 2010 TO 18 NOV 2010
(QUIZ PART 41)
Q.1 Sab se pehle ship (kashti) kis ne banai?

Ans.1 HAZRAT NOOH ALAI HI SALAM ne

Q.2 Un khalifa-e-raashid ka name bataye jo bait-ul-maal se paisa nahi lia karte thay?

Ans .2. HAZRAT USMAN-E-GHANI RADIALLAHO TAALAH ANHO

Q.3 Gaar-e-hisa kis pahaar par hai
?

Ans.3. JABAL NOOR


Q.4. HAZRAT ADAM ALAI HI SALAM aur HAZRAT NOOH ALAIHI SALAM ka darmiani zamana kitne saal ka hai?

Ans.
4 ( 1642 years)


Q.5. HUZUR PAK SALLALAHO ALAIHI WASALAM ke ilawa un paigamber ka name bataye jinhe 40 years ki umer ke baad nabuwat mili, naiz yeh bhi bataye ke unho ne kitne years tak tableeg ki?

Ans.5. HAZRAT NOOH ALAIHI SALAM and 950 years tak






2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

005. USMAN GHAZI
011. FARAZ
138. SUFIYAN


1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

072. H.HAMMAD
074. MOIN
087. IMRAN

05 NOV 2010 TO 11 NOV 2010

DATE 05 NOV 2010 TO 11 NOV 2010
(QUIZ PART 40)
Q.1 Un waahid khatoon ka name bataye jin ka zikar quran-e-pak main in ke name se aaya hai?

Ans.1 HAZRAT MARIUM RADIALLAHO TAALA ANHA

Q.2 Kia aap HAZRAT EESA ALAHI SALAM ke ilawa aise pegambar ka name bata sakte hain jin ka koi walid nahi tha?

Ans .2. HAZRAT ADAM ALAIHI SALAM

Q.3 HAZRAT IMAM HUSSAIN RADIALLAHO TAALA ANHO ka laqab kia tha
?

Ans.3. SHABBIR


Q.4. AYAT-UL-QURSI quran pak k kis paray main hai?

Ans.
4 TEESRAT PARAY MAIN (3rd PAARA)


Q.5. HUZUR PAK SALLALAHO ALAIHI WASALAM ne kin sahabi ke baray main farmaya ke woh qayamat ke din ulama ke imaam honge?

Ans.5. HAZRAT MA'AZ BIN JABAL RADIALLAHO TAALA ANHU



4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

082. MUHAMMAD KAMRAN
118. FARHAN MUGHAL
152. ALTAF ATTARI

3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

007. NASIR YOUSUF
008. ZUBAIR
010. M.YOUNUS
011. FARAZ
064. F.AHMED
069. M.FURQAN
075. WALID ABU TAALIB
080. ASHRAFI
149. RAMEEZ



2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

072. H.HAMMAD
093. MUHAMMAD YASIR
104. G.MUSTAFA MITTO
121. S.ABDUL WAHID
150. M.HARIS


1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

017. RAHAT
059. MANSOOR