DUROOD SHARIF

DUROOD SHARIF

Friday, February 25, 2011

18 FEB 2011 TO 24 FEB 2011

DATE 18 FEB 2011 TO 24 FEB 2011
(QUIZ PART 49)
Q.1 HUZUR SALLALHO ALAIHI WASALAM elaan-e-nabuwat kitni umer main farmaya?

Ans.1 40 SAAL

 
Q.2 HUZUR SALALAHO ALAIHI WASALAM ke nana ka naam bataye?

Ans .2. WAHAB BIN ABD MUNAAF

 
Q.3 ELAAN-E-NABUWAT se qabal HUZUR SALALHO ALAIHI WASALAM kis gaar main ebadat kia karte thay
?

Ans.3. GAAR-E-HIRA


Q.4. HUZUR SALALAHO ALAIHI WASALAM ka pehla nikha kin se hua?

Ans.
4 HAZRAT KHADIJA RADIALLAHO TAALAH ANHA


Q.5. GAZWA-E-OHAD main HUZUR SALALAHO ALAIHI WASALAM ke kon se chacha shaheed hue?

Ans.5. HAZRAT HAMZA RADIALLAHO TAALAH ANHO









5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

11 FEB 2011 TO 17 FEB 2011

DATE 11 FEB 2011 TO 17 FEB 2011
(QUIZ PART 48)
Q.1 HUZUR SALLALHO ALAIHI WASALAM KI WILADAT PAR AAP ka naam kis ne tajweez kia?

Ans.1 HAZRAT ABDUL MUTALIB

 
Q.2 HUZUR SALALLAHO ALAIHI WASALAM ke walid aur dada ka naam bataye?

Ans .2.  WALID KA HAZRAT ABDULLAH AUR DADA KA HAZRAT ABDUL MUTALIB

Q.3 HUZUR SALALLAHO ALAHI WASALAM ki walida-e-mohtarma arab ke kis khandaan se taaluq rakhti thi
?

Ans.3.
QURESH KE KHANDAAN BANU ZEHRA SE

Q.4. JAB HUZUR SALLALLAHO ALAIHI WASALAM ke dada ka intaqaal huatab aap ki umar mubarak ki thi?

Ans.
4 8 YEARS


Q.5. HAZRAT KHADIJA RADIALLAHO TAALAH ANHA se HUZUR PAK SALALAHO ALAIHI WASALAM ka nikha kis ne parhaya tha?

Ans.5. HAZRAT ABU TALIB NE









5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064. F.AHMED
070. M.AFZAL



4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


132. ISMAIL

3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

010. M.YOUNUS
067. SYED ADIL MUJEEB
138. SUFIYAN





2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

025. FAIZ MEMON
069. M.FURQAN


1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

156. ADEEL
164. HASNAIN

28 JAN 2011 TO 03 FEB 2011

DATE 14 JAN 2011 TO 20 JAN 2011
(QUIZ PART 47)
Q.1 KASHAF-UL-MAHJOOB KIN ki tasneef hai?

Ans.1 HAZRAT DATA GANJ BAKSH ALI HAJWERI REHMATULLAH TAAALAH ALAIHI

 
Q.2 HAZRAT MOOSA ALAIHI SALAM bani israel ka lashkar le kar jab bait ul muqaddas main dakhil hue to us waqt kis qom ka qabza tha?

Ans .2. QOM-E-AMALIQA

Q.3 JIHAD KA HUKUM KIS hijri main nazil hua
?

Ans.3. 2 HIJRI MAIN


Q.4. ISLAMI SAAL KA teesra maheena konsa hai ?

Ans.
4 RABBI UL AWWAL


Q.5. GAZWA-E-TABOOK ka dosra naam bataye?

Ans.5. GAZWA-E-JESH UL ASRAT









5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

132. ISMAIL



3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


064. F.AHMAD
118. FARHAN MUGHAL


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

011. FARAZ



1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

003. HASEEB
005. USMAN GHAZI
072. H.HAMMAD
093. MUHAMMAD YASIR
105. ABDUL QADIR

14 JAN 2011 TO 20 JAN 2011

DATE 14 JAN 2011 TO 20 JAN 2011
(QUIZ PART 46)
Q.1 HAZRAT SALMAN FARSI RADIALLAHO TAALA ANHU KAHAN KE REHNE WALAY THAY?

Ans.1 ASFAHAN

 
Q.2 HAZRAT NOOH ALAIHI SALAM KITNAY ARSAY TAK APNI QOM KO ALLAH KA PEGAAM SUNATAY RAHE?

Ans .2. 950 YEARS TAK

Q.3 SULAH HUDAIBIYA K MOQA PAR KUFFAR-E- QURESH KI JANIB SE KIS KO NUMAINDA BANA KAR BHEJA GAYA
?

Ans.3. AURWAH BIN MASO'OD SAQFI


Q.4. GAZWA-E-KHANDAQ kis hijri main hui ?

Ans.
4 (5 hijri)


Q.5. HAZRAT KHALID BIN WALEED RADIALLAHO TAALAH ANHU ki zauja ka naam bataye?

Ans.5. HAZRAT UMM-E-TAMEEM RADIALLAHO TAALA ANHA









4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

132. ISMAIL



2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


067. SYED ALI MUJEEB

1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

011. FARAZ
059. MANSOOR
113. UMAIR FATTANI
162. M.UZAIR

Thursday, February 17, 2011

31 DEC 2010 TO 6 JAN 2011

DATE 31 DEC 2010 TO 6 JAN 2011
(QUIZ PART 45)
Q.1 ISTAMBOL ka kadeem (purana.old) name bataye?

Ans.1 QUSTUNTUNIYA

 
Q.2 HAZRAT IMAAM ZAIN UL ABIDEN RADIALLAHO TAALAH ANHU ke walid-e-Mohtaram kon hai?

Ans .2. HAZRAT IMAM HUSSAIN RADIALLAHO TAALAH ANHO

Q.3 ABU-L-BASHAR KIN PEGEMBER ko kaha jata hai
?

Ans.3. HAZRAT ADAM ALAIHI SALAM


Q.4. HAZRAT ZAID BIN HARIS RADIALLAHO TAALAH ANHU kis jang main shaheed hue ?

Ans.
4  JANG-E--MOTA


Q.5. JANG-E-BADAR kis hijri main hui aur us main MUSLIMS ki tadaad kitni thi?

Ans.5. (2) Hijri and muslims ki taadad 313






5 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

064. F.AHMED
132. ISMAIL NASIR
143. ABDUL WAHID ABBAS


4 RIGHT ANSWERS GIVEN BY

080. HASRAT ASHRAFI
082. MUHAMMAD KAMRAN


3 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


010. MUHAMMAD YOUNUS
117. MUHAMMAD HASSAN


2 RIGHT ANSWERS GIVEN BY


006. NOMAN

1 RIGHT ANSWER GIVEN BY

 099. ASIF AHMED
121. S.ABDUL WAHI
145. SALMAN